Skip to content
ISBN: 1638509565
ISBN13: 9781638509561

kavyanubhuti / काव्यानुभूति

$19.18List Price: $16.99
ISBN: 1638509565
ISBN13: 9781638509561
Formats

Conditions

A brand-new, unused copy in perfect condition.

Formats

Conditions

A brand-new, unused copy in perfect condition.

See all 1 editionsfrom $19.18

Book Overview

Manav man ki anubhuti jab shabdo ke madhyam se ras or chandh se alankrat ho kar kagaj par utarti he to vah kavita, gajal, geet ya chopaiyo ka roop dharan kar kavyanubhuti ban jati he


Avyavasthao par jab riday dravit ho kar hunkar bharne lagta he to oj kavya ho kata he or vahi riday jab kisi rupsi ke sondarya ka varnan karta he to shringar ka geet ban jana he ya najakat roop liye vah varnan gajal ho jati he


Meri is krati me meri 41 sarvshreshth rachnao ka mene samavesh kiya he jo aap sudhijano ko avashya hi anandit karega is pustak ko ap meri anya kratiyo ki hi tarah prem denge iska mujhe purn vishwash he


In panktiyo ke sath yah kavyanubhuti aap sabhi ko samarpit...


Meri kalam se chingaria bolti he
Hukumato ki sari pole kholti he
Lekhni jab sach ka aaina dikhati he
Tab unke anucharo ki besharmi bolti he


-Shailendra jain ""shekhar""

Format:
Paperback
Language:
Hindi
ISBN:
1638509565
ISBN13:
9781638509561
Release Date:
March 2021
Publisher:
Notion Press
Length:
96 Pages
Weight:
0.25 lbs.
Dimensions:
0.2″ × 5.0″ × 8.0″
Poetry

More by Shailendra Jain

Customer Reviews

0 customer ratings | 0 reviews
Write a Review

There are currently no reviews. Be the first to review this work.