
Meri jitni baatein hain wo saara ka saara tumse kiya hua koi samvad hi toh hai, mera apna kya tha warna aur aage bhi kya hoga. Waise toh meine ab tak ka saara jeevan yeh sochte hue hi guzaar diya ki tum meri ho aur main tumhara par yeh khwaab bas khwaab hi reh gaya. Iss safar...