Skip to content
Scan a barcode
Scan
Paperback Naina Kah Denge Roye...: नैना कह देंगे रोय... [Hindi] Book

ISBN: B0FF44HR6X

ISBN13: 9798898260071

Naina Kah Denge Roye...: नैना कह देंगे रोय... [Hindi]

Select Format

Select Condition ThriftBooks Help Icon

Recommended

Format: Paperback

Condition: New

$17.38
Ships within 2-3 days
Save to List

Book Overview

Nayan deh ki dehri, nayan jagat shringar

Nayan kahein mann ki sada, nayan chetna dwar

Doha ek ardhsam matrik chhand hai jismei char charan hote hain. Visham charno (pahla aur teesra) mei 13-13 matrayein aur sam charno (doosra aur chautha) mei 11-11 matrayein hoti hain. Visham charno mei arambh mei prayah jagan (laghu-guru-laghu) taalte hain, lekin yah anivaarya nahi hai. Sam charno ke ant mei laghu maatra ka hona aavshyak hota hai, arthaat guru-laghu.

Doha ke madhyamse badi se badi baat sankshep mei kahne hi vidha bahut pracheen rahi hai.. hindi sahitya ke itihas mei bhakti kaal mei prachur roop se yah vidha dekhne ko milti hai-Tulsi ho athva Kabir jinke dohe aaj bhi apni prasangikta apnaye hue samaj mei charchit hain. Samaj mei faili vikritiyon par kuthaaraghat ho.. athva apne swami ke prati bhakti bhara prem samarpan sab kuch kai rango mei ranga aaj bhi sahityakash mei indradhanu ki tarah prabhavaan hokar prakashit hai. Prem ka amolak ras.. krodh ka talkh swar.. samaj mei utthan ki prakharta sabhi kuch doha ki vidha mei dekhne ko mil jaata hai.

Maine apne iss sangrah mei kuch alag ya naya kahne ko koi maulik prayaas nahi kiya hai, mera kathan saahitya ke daayre mei bandhe chhand shastra ke anuroop hi kahan ka chota...laghu prayaas hai.

Related Subjects

Poetry

Customer Reviews

0 rating
Copyright © 2026 Thriftbooks.com Terms of Use | Privacy Policy | Do Not Sell/Share My Personal Information | Cookie Notice | Cookie Preferences | Accessibility Statement
ThriftBooks ® and the ThriftBooks ® logo are registered trademarks of Thrift Books Global, LLC
GoDaddy Verified and Secured