Man ke Eird Gird
Man ke andar bhav nirantar
Samay-samay jo aaya,
Kavya roop isko dekar main
Pustak mein hai sajaya.
Bhav anek, swaad bahutere
Anubhav v kalpana aadhar,
Prastut hai pathak samaksh ab
Dein sujhav kar sakun vichar.
Related Subjects
Poetry