![Kya Hua Tera Vada .... [Hindi] B0BR89FRMT Book Cover](https://i.thriftbooks.com/api/imagehandler/l/52A990667F6F39E3BD50690D9375DE4D1DDF6BB9.jpeg)
Is sansaar mein sayad hi koi aisa vyakti ho jo 'shaadi' sabd se kisi na kisi roop mein prabhavit na hua ho. Kabhi kabhi toh aisa jataya jata hai maano humara janm hi shaadi karne ke lie hua hai. Is kitaab mein saat kahaniyan hain. Har kahani aapko shaadi ke kisi na kisi pahlu...