Woh jo..... mujhme apni
kalpana ke saare rang dekha karti hai
woh jo..... nahin jaanna chahti... ki
uske jeevan ki kavita ka
kaun sa chatakh rang hai...?
fir bhi... mujh mein hi
use apni kavita ke
akash ki talash raha karti hai
usi ko... uski... us
choti si talash ki poorti mei,
apni sahchari... "Vandana" ke liye
Related Subjects
Poetry