
Jindegi me hum bahot kuch bol na chahte hue bhi kabhi kabhi chup rehte hai ki kahi samne wale ko bura toh nehi lagega . Magar us waqt hum apne dil ki baat na bolkar us ke bura maan ne se toh bach jaate hai, magar jindegi bhar ye malal rehta hai agar bol deta shayed ye waqt...