andhak ek aisa khalnayak hai jiski shakti ashim hai . jo pure sansar par raj karne ki ichha rakhta hai .vah sabkuch janta hai . lekin aisi kaun si ghatna hue jisne use 5 mahanayako ko banane par majboor kar diya ?
kya hai andhak ki kahani ?
kaun hai vo 5 maha nayaak ?
kyaa vah andhak tak pachuch payenge ?
is sirij ki kitabe andhak tatha uske dwara banayee gaye 5 mahanayako ki kahani batati hai .
dekhiye 5 mahanayako ki romanchak yatra .