"Mayong ka Rahasya" kewal ek kahani naheen hai, blki yah ek yatra hai- rahasya, sahas aur uurjaa kee in upanyas men maine yah dikhane kee koshish kee hai ki gyan aur shakti kewal baahar kee duni9ya men naheen, blki hamaare bheetar bhee moujood hotee hai Rudra aur Maya ki yatra unke sahas, samajh aur vansh ki shakti ke ksanyojan se Mayong ke rahasya ko ujagar karti hai Is kahani ke madhyam se main apko aamantrit karta hoon ki aap bhi apni kalpna, sahas aur samajh kee shakti ke saath is rahasymay duniya ka anubhaw karen