"Ek aisa safar jahan har panna ek nayi soch ka darwaza kholta hai. Anuj Vishal Singh ki yeh kriti un ehsason ko swar deti hai jo humare bhitar dabe reh jate hain. Sankshipt, sateek aur marmsparshi-yeh kitab aapki rooh se samvad karne ka hunar rakhti hai."